Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 28|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

70 min • 30 november 2024

Dars-e-Bukhari


(0:00) Intro

(1:00) Dunya ki 5 afzal tareen khawateen + sareed ki fazilat

(3:32) Qaroon ke khazanon ki chabiyan

(9:30) Tawazau vs takabbur

(11:47) Asal tawazau kya hai?

(12:39) Tawazau vs ehsas-e-kamtari

(15:38) Tawazau wala kon?

(16:28) Nabi ﷺ ki tawazau

(17:17) 13 saal mulazma par haath uthane wali malkan

(18:33) Hazrat Anas ra ki 10 saal khidmat mein Nabi ﷺ ka salook

(18:58) Mufti sb par mutakabbir hone ka ilzam

(21:10) Mufti Taqi Usmani Sahab ki tawazau

(21:56) Jamiatur Rasheed mein ulama ke baat karne ka saleeqa

(22:30) Allah ki di hui izzat ka husool? Aakhri saal daura-e-hadis ke talib ilmon ko Mufti sb ki naseehat


Questions


(25:22) Qaroon ke khazanon ki chabiyan 70 khachar uthati thi?

(25:38) Aurat ki khatnay kab se hui?

(25:52) Mufti Sahab ne 4th marriage kab ki?

(26:24) Hazrat Maryam ke liye “A.S.” aur sahabiyat ke liye “R.A.” kyun likhte hain?

(28:19) Kamyab shadi ki nishaniyan?

(30:32) Sahil Adeem ka bayan: “Sahaba ne ahadis likhi, tafseer nahi”?

(32:13) “Sach nijaat deta hai, jhoot halak karta hai” (hadis). Lekin Jamiatur Rasheed ke office mein sach bolne wala phans jata hai?

(36:48) Channel banana aur subscribers ke pichhe bhagna tawazau ke khilaf hai?

(37:02) Achhi post wala apne senior se kaisay mile?

(37:28) Najoomi ne larki ko shadi ka bataya?

(37:54) Tajweed ke sath Qur’an parhna?

(38:02) Mufti sb sair-o-tafreeh par biwiyon ko saath kaise le jate hain?

(38:34) Mazloom ke liye rishwat dena jaiz hai?

(39:14) Imam Abu Hanifa ra ki kuniyat kyun zikr ki jati hai jabke unka naam Nauman ibn-e-Sabit hai?

(39:52) Dramon mein hone wala nikah?

(40:09) Phoonkon wali sarkar ki harkatein? Mufti sb ka channel hack karne ki koshish


Dars-e-Tirmizi


(43:53) Neend ke baad kapron par tari dekhne par ghusl ka hukm?

(58:12) Khwab mein ihtalam par ghusl?

(1:00:22) Hazrat Umm-e-Salma ra ka Nabi ﷺ se sawal

(1:01:32) Ghusal wajib ki sooratain



Credit for the timestamps goes to @mrs.masroor8476 


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00