Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 29|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

51 min • 5 december 2024

Dars-e-Bukhari


(0:00) Intro

(3:30) Hazrat Dawood (AS) ka mojeza.

(4:04) Work with management.

(6:26) Kaam ke ehal ko kaam diya jana.

(8:42) Hazrat Dawood (AS) ke waqt mein kitni barkat thi? (Zaboor ki tilawat bht jald mukammal kar lainay ka mojeza) ✨✨

(9:42) Mufti Taqi Usmani sb ka bayan karda waqia: India ke buzurg jo Asar se Maghrib 1 ghante mein Qur’an mukammal kar lete the.

(10:32) Mojeza vs Karamat.

(11:36) Phoonkon wali sarkar ki haqeeqat?

(13:45) Ulama-e-Deoband ki karamaton par aetraz ka jawab.

(14:14) Fazail-e-Aamal ki aik karamat par Tauseef-ur-Rehman ka propaganda.

(14:59) Karamat par aetraz karne walon ko jawab.

(16:31) Karamat ki do sharaait.

(17:24) Jab Nabi ﷺ ke samne aik sahabi (RA) ne hamesha rozy rakhne aur sari raat ibadat karne ka kaha?

(18:44) Sabse behtareen roza?

(19:00) Rozy ka asal maqsad: khwahishaat par control.


Questions


(23:44) 01/02 karamat bayan kar dein?

(24:08) Jo shadi nahi kar sakta wo rozy rakhay … ka matlab?

(24:59) Fazail-e-Aamal ki bohot si hadeesain zaeef hain?


Dars-e-Tirmizi


(25:15) Law of chance and complexities in human body (Mazi/Mani ke pak honay ki hadeesain).

(31:37) Mazi se pak honay ka tariqa?

(35:55) Mani pak ya napak?

(42:56) Insan ki paidaish mein sabaq.

(45:16) Mani khurachne ki ahadees.

(48:28) Taharat aur nazafat mein farq?

(48:52) Mani ke pak hon



Credit for the timestamps goes to @mrs.masroor8476 


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00