Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 34 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

60 min • 21 december 2024

(0:00) Intro

(0:55) Nabi ﷺ ny apni tareef mn konse ghulu (exaggeration) se mana farmaya?

(2:26) Londi ko aazad kr k nikah krny ki takeed kiyoon?

(3:51) Nikah ki tension se aazad ho kr deen ki khidmat krna?

(5:42) Mufti sb ka sawal talib ilmon se?

(6:15) Nabi ﷺ ka farman

(6:30) Without marriage depressed society

(8:12) Taraqqi pr fakhar krny wali aurton ki azziyat nak zindagi

(9:25) Zani society?

(10:09) Indian showbiz women’s miserable life

(10:33) Educated depressed women?

(11:49) Esaiyon ko Islam qabool krny pr dohra ajar

(12:37) Maidan e Hashar mn insan ki halat?


Fiqh, Historical Context, and Sectarian Issues


(13:41) Ghamdi pr hujjat hadisain

(14:04) Andhay muqallid ka ta’ana dainy waly?

(14:51) Hazrat Esa as ka nazool, saleeb torrna aur khinzir ka qatal

(16:00) Hadis: Hazrat Esa as nazil hony k baad jang khatam kr dain gy (3448)

(16:16) Mirza Ghulam Ahmed Qadiyani k fatway pr ehl e sunnat ka jawab

(17:31) Hazrat Esa as ka jihad: Talwar ya Islam (Esa as jiziya ko khatam kraingy)

(17:45) Hazrat Ammar Bin Yasir ra ko baghi jamaat qatal kraigi jo aag ki taraf dawat de rahi hogi. Wazahat

(18:42) Hazrat Muaviya ra ka maqam

(19:36) Hazrat Muaviya ra se bughaz rakhnay waly

(21:20) Hazrat Muaviya ra ki ijtehadi ghalti

(25:08) Hazrat Ayesha ra pr rafziyon ki tohmat ka jawab

(29:08) Bughaz e Muaviya ra

(29:34) Hazrat Usman ra k qatal pr Hazrat Ali ra aur Hazrat Muaviya ra ka masla? Ehl e Sunnat ka moaqif

(32:46) Ita’at e Ameer pr Sahaba ra ki teesri jamaat

(33:50) Extremism in this matter?


Practical Fiqh and Worship


(34:28) Namaz mn taqaza k ehkam?

(40:30) Najas jagah pr chlny se wazu ka hukam?

(48:06) Tayammum k 02 eham msaail

(52:54) Tayammum k ehkam, Hazrat Ayesha ra ka haar gum hony k waqia se

(54:12) Hazrat Ammar Bin Yasir ra ko Nabi ﷺ ki hidayat

(56:14) Tayammum mn wazu k aazaa aur ehtiyat


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00