Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 35|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

74 min • 26 december 2024

(0:00) Intro

(0:17) Precious recipe in the end

(1:08) Mard auraton pr hakim?

(2:02) Allah zameen aasman ka noor hai

(2:54) Nabi ﷺ ki tahajjud mn dua


Debunking Misconceptions


(5:12) Lafz Ro’oya pr Ghamdi ka ghalat ki tehreef

(7:08) Hayat-e-Esa as pr Ghamdi k ghalat aqaaid

(9:50) Hazrat Esa as k bary mn Musalmano aur Esaiyon ka same concept

(12:38) Meraj k waqia k dalaail (lafz Ro’oya, Hazrat Yusuf as ka khaab)

(13:56) Lafz Ro’oya aur Surah Bani Israel ki aayat

(15:15) Zaqqoom ka darakht aur dozakh ki aag mn darakht ka paida hona (aazmaish)


Tahajjud and Prayer Insights


(17:07) Hazrat Abdullah Bin Umar ra ny is khaab k baad sari zindagi tahajjud parhhi?

(19:24) Nabi ﷺ ka mamool tahajjud aur Fajar ki sunnaton k darmiyan. Lamby sajdy Sunnat. Hazrat Ayesha ra k razaai bhanjay ka zikr.

(22:26) Pakistan mn Fajar k baad sona


Surahs and Prophetic Practices


(23:21) Surah Wazzuha ki aayaat ka nazool

(24:45) Tariq: Raat ko aany wala sitara

(25:52) Hazrat Ali sari zindagi tahajjud guzar bany jb Nabi ﷺ unky ghar aayay aur soty daikha

(29:13) “Nabi ﷺ ny Ishraaq ki namaz kabhi nhi parhhi” Hadis pr Hazrat Ayesha ra ka ruju. (Farz ho jany k dar se musalsal amal nhi kiya)

(31:31) Lafz Ro’oya ka itlaq


Precious Recipe for Health


(32:11) Bareek naujawanon k liye ba kamal, be misal recipe

(33:14) Ingredients:


•Maghaz Badam (meetha) Qandhari ya Irani: 01 pao

•Maghaz Kaddu: 01 pao

•Maghaz Kharbooza: 01 pao

•Maghaz Tarbooz: 01 pao

•Khash’Khaash: 01 pao

•Dry coconut (sookha narial): 01 pao


(34:24) Making:

Char maghaz dho kar (badam without peel) thorry se desi ghee (cow) main light roast karain. Add crushed khashkhash and mix with crushed coconut. Avoid water or moisture. Make a paste using pure honey or gur ka sheera. Add remaining desi ghee, cool it, and store in an airtight glass container.


(43:57) How to take:

Take 1 spoonful on an empty stomach, chew well, and drink a glass of warm milk.

(47:31) Benefits:


•Bright face and sharp eyes.

•Improved health within two months. Suitable for women too.


(48:31) Mufti sb ka 20/25 saal pehly aazmaya hua balanced diet nuskha


Religious Practices and Fiqh


(49:27) Tayammum k bary mn ahadis

(58:14) Napaki ki halat mn Qur’an, namaz parrhny k ehkam

(1:01:04) Napak zameen ko pak krna

(1:10:10) Deen k daai ki zimmadari: Narmi se pegham pohnchana



Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00