(0:00) Intro
(1:50) Wazu k 2 nafl parrhny ki fazilat aur ehkam (Gunah aur sawab mn contradiction ho to wo kaam chhorr diya jaye)
(4:25) Thakawat mn namaz (Hazrat Zainab ra ka waqia)
(5:01) Ibadat mn apny aapko kitna thakaain?
(6:45) Aik khatoon ka zikr jo bht ibadat krti thi
(7:02) Hasil shuda nemat chhorrna?
(8:02) Tahajjud k paband ki duty
(9:08) Insan pr jism aur ghar walon ka haqq
(10:53) Raat ko aankh khuly to kiya krain? (Dua + 4th kalma + dua + Tahajjud)
(12:27) Thursday ko Hazrat Abu Huraira ra ki majlis mn ye hadis
(15:13) Hazrat Abdullah Bin Mubarik ka khaab jisky baad sari zindagi Tahajjud nhi chhorri
(17:05) Khaab ki haqeeqat?
(19:40) Vitar ki ehmiyat
(22:51) Safar mn vitr ki namaz
(24:19) Fajar ki 2 sunnatain: Sunnat e Moakkida mn sabse eham
(24:55) Zawal se pehly fajar ki qaza namaz ka tariqa?
(22:57) Fajar ki 2 rakaat parrh kr Nabi ﷺ ka baain karwat laitna
(27:11) Ye daaimi sunnat nhi
(27:45) Pakistan k aain pr aitraz?
(30:45) Kutab e Sitta mn aisi hadisain mojood hain, jin mn hai k Nabi ﷺ ny bila uzar 2 namazon ko aik sath parraha hai. Agar hum is pr amal nhi krty to najaiz kiyoun samajhty hain?
(33:07) Ehl e Hadis ka clip mn Hanfiyon pr tanz
(34:11) Angraiz ka 🇮🇳 mn fitna
(34:57) Hajj k mauqa pr 2 namazon ko mila kr parrhna
(35:33) Safar mn 4 namazain 2 krny ki waja
(35:58) Jang mn khauf ki namaz
(36:29) Teen talaq ka masla ijmai hai? + Fiqah Hanbali mn teen talaq ka teen hona?
(37:35) Mufti Tariq Masood sb ki likhi hui composed kitab, Talaq e Salaas pr
(37:58) Ikhtalaf e Ummat rehmat hai, agar aik fatwa teen talaq ko aik kehta hai to fatwa pr amal krny walay ka kiya qasoor hai?
(38:53) Ludo, carrom board aur shatranj khailna?
(39:55) Mobile mn Qur’an parrhna?
(40:11) Farz namaz k baad ijtamai dua ka saboot?
(45:11) WhatsApp pr bv ko 2 bar talaq likh di to?
(45:59) Hakumat k khalaf musallah baghawat ki jaiz soorat?
(47:50) Namazon k ibtadai auqat, jo Nabi ﷺ ko Hazrat Jibraeel as k zariye sikhaye gaye
(56:25) Namazon k intahai auqat, jo Hazrat Jibraeel as k zariye Nabi ﷺ ko sikhaye gaye
(1:02:34) Ummat e Muhammad ﷺ ki fazilat
(1:03:03) Namazon k makrooh aur mustahib auqat? Hadis e Jibraeel
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.