Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 38 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

64 min • 4 januari 2025

(0:00) Intro

(0:47) Raat k nafl 2,2 rakaat kr k parrhna?

(5:39) Istakhara ki namaz 2 rakaat

(6:35) Istakhara kab kiya jata hai?

(7:22) Istakhara vs mashwara


(9:12) Masjid jany k 2 nafl sunnat hain ya wajib?

(11:23) Masla 1: Wazu aur masjid k 2 nafl ki niyyat?

(11:55) Masla 2: Masjid jany k 2 nafl masjid mn baithny k baad parrhna?


(13:18) Juma ki namaz se pehly sunnat-e-moakkida 4 hain ya 2?

(15:52) Masla 1: Char sunnat agar shuru mn reh gyin to baad mn parrhna?

(16:29) Masla 2: Tarteeb? Zohar ki 2 sunnat pehly ya chhooti hui 4 sunnat pehly?

(17:30) Juma ki namaz k baad 4 rakaat parrhna sunnat hai ya 6?

(20:50) Mufti Rasheed Ahmed sb dm ka fatwa

(21:38) Mufti Tariq Masood sb ka fatwa

(22:27) Today’s so-called scholars


(23:11) Juma k khutba k dauran agar koi masjid mn aaye to masjid jany k 2 nafl parrhny ya nhi?

(25:04) Hadis ka asal waqia

(26:51) Hadis mn taaveel ki wja?

(29:36) 1st meaning: Jab imam khutba shuru kry?

(30:18) 2nd meaning

(31:10) Ye wali ayat Juma k khutba k bary mn nazil hui ya namaz k bary mn?

(31:49) Ye wali ayat Juma ki 2 rakaat aur khutba ko zahir krti hai

(32:25) Juma k khutba k dauran khamoshi?

(33:07) Juma k khutba k dauran namaz parrhna makrooh?

(34:19) Juma k khutba mn namaz parrhna jaiz nhi: Dlaail

(36:32) Juma ka khutba sunna vs masjid jany k 2 nafl parrhna

(38:36) Bukhari ki hadis ko bunyad bna kr namaz k baad Juma ki 2 sunnatain parrhna?


(39:12) Zindagi mn apni qabar ka intazam krna?

(39:32) Class ki recorded videos kab upload hongi?

(39:38) Jama-e-haqeeqi aur jama-e-soori ka matlab?

(40:15) Mufti sb ki likhi hui Talaq-e-Salaas pr kitab kab publish hogi?

(40:27) Online nikah?

(41:47) Nikah k liye istakhara krna?

(42:01) Nizam badalny ka tariqa? (Qadiyaniyon ka identity chhupa kr taraqqi krna)


(43:37) Sahabi ra ko sikhany k liye Nabi ﷺ ka ibtadai waqt mn namazon ka practical (for 2 days)

(48:17) Sahabi ra ko sikhany k liye Nabi ﷺ ka intahai waqt mn namazon ka practical


(51:08) Aajky muqtadi vs sahaba ra

(52:26) Fajar ki namaz andhairay mn parrhna mustahib

(55:34) Fajar mn takheer ki teen wajoohat

(57:29) Asar ki namaz k baad nafl parrhna makrooh

(58:19) Garmiyon mn Zohar dair se parrhna

(59:13) Fajar awwal waqt parrhny ki wja


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00