Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 39|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

74 min • 9 januari 2025

(0:00) Intro

(4:21) Fard vs Nafl

(6:45) Nabi ﷺ ne do namazon ko mila kar kaise padha?

(12:15) Witr ki namaz wajib hai: Daleel

(15:52) Maghrib se pehle do sunnat parhna?

(20:22) Maghrib mein 2 minutes takheer par Mufti sb ke khilaf fatwa

(21:33) Sahaba RA ka ikhtilaf: Maghrib se pehle do rakaat?

(22:42) Nabi ﷺ ka mubarak luab-e-dehen

(24:40) Jab ek sahabi RA ki dawat par Nabi ﷺ ne unke ghar ja kar namaz padhi (Hazrat Abu Bakar RA aur Umar RA ke saath; ek shakhs logon ke rush mein ghaib tha)

(28:40) Hazrat Abu Ayyub Ansari RA ka waqia tehqeeq karwana

(29:44) Q: Blood cancer patient se shadi karna?

(30:23) Apne ghar qabristan na banao

(30:39) Nuskhay mein funter geeri?

(31:42) Hazrat Musa AS aur pathar wale waqia ki wazahat?

(32:28) Ayyam-e-beez ke rozon mein qaza rozon ki niyyat karna?

(32:54) Namazon ka jama: Sori vs haqeeqi masla?

(34:04) Mufti Haneef Quraishi aur Mufti Tariq Masood sb ke Jhelum jaane (protocol) mein farq?

(38:59) Khutba-e-Juma ke dauran chanda?

(39:17) Nafl namaz ki jamaat?

(39:36) Mtm’s question reading tune?

(40:22) Fajr ki namaz mein takheer aur taajeel ke masail?

(45:18) Fajr ki namaz roshni phailne ke baad ada karna?

(50:32) Zohar ki namaz mein taajeel?

(54:02) Sardiyon aur garmiyon mein Zohar ka hukm?

(1:08:11) Science vs Islam

(1:10:09) Masla: Zohar ka waqt


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00