Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 40 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

76 min • 11 januari 2025

(0:00) Intro

(1:49) 3 Masajid ki Fazilat - Jinki taraf safar karna ibadat hai.

(3:41) Masla: Ziyarat-e-Qabar - Ziyarat ke adab aur masail.

(4:35) Mufti Sahab ka Lahore se Wapsi ka Waqia - Half train full daikhi jo?

(4:58) Umrah/Hajj aur Masjid-e-Nabvi ﷺ - Niyyat ka sawal.

(6:29) Masjid-e-Nabvi ﷺ ka Sawab - Ek namaz ka ajar.

(7:47) Masjid-e-Quba Ki Fazilat - Abdullah bin Umar ra ka exaggeration.

(9:32) Allah Ki Mahabbat Mein Fana Log - Logon ka maqam.

(10:13) Kam Zarf Log - Unka rawaiya.

(10:38) Allah Ki Mahabbat aur Zehan - Agar kaam na kare toh?

(11:04) Imam Malik ra aur Nabi ﷺ Se Mahabbat - Unka jazba.

(12:17) Deen Mein Ittedal - Kafiyat aur mutawazan approach.

(14:06) Mufti Taqi Usmani Sahab Ka Bayan - Allah ki mahabbat se khali scholars ka zikr.

(16:16) Riaz-ul-Jannah Ki Fazilat - Jannat ki mubarak jaga.

(18:16) 2013 Mein Pehla Hajj - Mufti Abdul Raheem sb ke saath.

(18:44) Turkon ke Banaye Mehraab - Mubarak maqam ka zikr.

(20:10) Mufti Abdul Raheem Sahab ke Sath Hajj - Ilmi aur ruhani faida.

(20:40) Zia-ul-Haq Ki Naiki - Repair ke baad 🇵🇰 ka hissa ek satoon mein.

(22:05) Pakistani Pathan Ka Karnama - Jab Saudi hakumat ne yadgar girane ka faisla kiya.

(23:53) Historical Buildings - Mehfooz rakhnay ki waja.

(25:42) Hauz-e-Kosar aur Riaz-ul-Jannah - Munasbat aur fazilat.

(27:02) Saudi Hakumat Ki Mehnat - Tareekh ko mehfooz rakhne ke liye projector ka istemal.


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00