Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Question Answer Session With Public EP# 35|Mufti Tariq Masood Speeches

60 min • 1 januari 2025

(0:00) Intro

(0:12) India mn Qabar ka mazaq urrany walay larrky?

(Abdullah Bin Masood ra aur unkay student ka waqia. Garmiyon mn grmi ki shiddat se Dozakh ka istehzar.)

(2:19) Mamati k pichhy namaz hoti hai ya nahi?

(2:35) Nabi ﷺ se madad mangny ka aqeeda?

(Majazi nisbat ki misalain: Pen aur writer, Hazrat Maryam as aur Jibraeel as.)

(7:33) Islamabad Airport pr Mufti sb ko milny wala Green Channel shakhs?

(8:03) Nazar ki gaaye ka gosht khud khana?

(11:10) Talib-e-ilm ko kitni dair tak sona chahiye? Special study time?

(16:23) Isha se pehly mobile off karna?

(17:41) Tohid parast ka inaam?

(17:57) Hazrat Ibrahim as k walid hamesha Jahannum mn rahain gy?

(18:55) Halala ki sharai hasiyat? + Surah Hajj ki tafseer?

(19:42) Muta’a, teen talaq aur halala ka masla?

(26:51) Mtm’s ka analysis in Punjab?

(27:23) Ehl-e-Hadith ko jawab?

(29:38) Islami ehkam society mn adjust na honay ki wajah?

(30:30) Ehl-e-Hadith k alfaaz aur teen talaq ka masla?

(31:37) Gun point pr Hindu banwana?

(32:00) Nabi ﷺ ka na-mehram se baat karne ka tareeqa?

(32:07) Dr. Israr k mutabiq ibadat aur inqilab ka taluq?

(32:44) Jamia ka student shadi kare ya study?

(36:07) Tuition dilwany ka commission?

(36:55) Aqeeqa ka sunnat tareeqa?

(37:36) Tabligh mn jihad ke fazail batane ka maqsad?

(38:01) Walid ki wafat ke 13 saal baad bhi walda virasat taqseem na kare to?

(38:55) Jadu ka ilaj?

(40:10) Jadu k inkar ka imaan par asar?

(40:53) Anwar Shah Kashmiri ra aur Mufti Zar Wali Khan ki raaye?

(41:30) Mufti sb ki raaye: Jadu, mojaiza aur shobda mn farq?

(44:12) Fasal ki paidawar pr ushar?

(44:44) Aik shakhs ka 2 behno se nikah?

(46:34) Printed tasveer ka masla?

(46:47) Jawan aurat ka group mn Hajj ke liye jana?

(49:04) Mufti sb ny Umrah pr sath walay kamray mn shor suna to?

(50:02) Hajj pr bad nazri?

(52:54) Rabia Basri ra aur Hasan Basri ra ki misaal?

(53:20) Ek shadi shuda khatoon ka molana par lattu hona: waqia?

(54:10) Male-female group dynamics k drawbacks?

(55:12) Aurat ko agar sari zindagi mahram na mile to Hajj?

(55:33) Khawateen ka tabligh mn janay ka faida?

(56:35) Saal ke liye jawan biwi ko chhor kar tabligh mn jana?

(56:57) Kalma Tayyab + Qurbani + Qarz ke masaail?

(58:04) Hazrat Ali ra ko “Mola” kehna?

(58:43) Qarz pr zakat aur wapsi ka masla?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00