Sveriges mest populära poddar

Mufti Tariq Masood Podcast

Question Answer Session With Public EP# 68|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

43 min • 4 april 2025

(0:00) Intro

(0:12) Tilawat mein alfaaz ki adaigi theek na ho to?

(1:29) Biwi agar bad-zuban ho to?

(3:52) Jumma khutba se pehle khamoshi ka waqt?

(4:26) Jumma ki doosri azaan ka jawab dena?

(5:09) Mareez ki namaz ka hukam?

(6:00) Tilawat mein lafzon ki adaigi ka weham?

(6:38) Mufti sb ke lateefay, qissay, aur Qur’an wali ghalti par nadamat na karna – Noor ul Arfeen ka reaction

(7:51) Har Jumma Mufti sb par jhoota kufr ka fatwa lagane wala aamil

(9:15) Gustakhi ka fatwa kis kaam ka?

(11:52) Qatil agar qatal ko naseeb kahe to?

(12:15) “Zameen meri, mehnat tumhari” – Zakir Naik ne ise sood kyun kaha?

(15:31) Zehni mareezon ka nikah

(21:29) Maut ki fazilat kya hai?

(22:01) Shohar bahar, biwi ko jadoo ka shak ho to kya kare?

(22:33) Air hostess ka akhlaaq aur sabr

(24:35) Jahaz mein namaz – pilots ke waqiaat

(31:48) Bangladesh flight ka khaufnaak waqia

(32:50) Mashhoor shakhsiyat ne security kyun nahi li?

(33:53) Waleema aur nikah ek chhat ke neeche?

(34:46) Jumma ki pehli azaan ke baad kharid-o-farokht?

(34:59) Hazrat Ali (RA) ne khawarij ko kafir nahi kaha – kya Engineer sahab theek keh rahe hain?

(36:23) Dajjal ki sawari gadha hogi? (Sahih Hadith)

(37:57) Qabze ke baghair zameen bechna?

(42:09) Chachi agar iddat mein ho to parda ka hukam?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00 -00:00